SHARABI KI SHAYARI IN HINDI-SHARABI SHAYARI - SHAYARI786

Latest

THIS BLOG IS ABOUT ALL KIND OF SHAYARI IN HINDI

Tuesday, December 26, 2017

SHARABI KI SHAYARI IN HINDI-SHARABI SHAYARI

Superb collection of Sharabi Shayari in Hindi. Sharabi Shayari Sms in Hindi. Sharabi  2018 Shayari, Latest touching Sharabi Shayari messages text, Sharabi Shayari in Hindi, Sharabi  Quotes in Hindi, Sharabi Shayari Funny SMS 2018, sad Sharabi Shayari, Sharabi Shayari short Sharabi Shayari poems Hindi ...




Izhaar-E-Mohabbat Hai,
Yaa Nasha Hai Sharaab Ka.
Aapki Jawaani Samandar Hai,
Yaa Nasha Hai Zazbaat Ka.

इज़हार-ए-मोहब्बत है ,
या नशा है शराब का। 
आपकी जवानी समंदर है ,
या नशा है ज़ज़्बात का। 

--------------------------------------


Botal Bhari Sharab Ki Hum Peekar Machal Gye,
Thokar Lagi Jab Yaar Se Hum Fir Bhi Sambhal Gye.
Sambhalte Huye Bhi Gum Yaar Ka Sath Hi Lag Gya.
Botal Se Muh Laga Kar Hum Gum Ko Bhi Pee Gye.

बोतल भरी शराब की हम पीकर मचल गए ,
ठोकर लगी जब यार से हम फिर भी संभल गए। 
सँभालते हुए भी गम यार का साथ ही लग गया ,
बोतल से मुँह लगा कर हम गम को भी पी गए। 

-------------------------------------------

Raat Gumsum Hai Magar Chan Khamosh Nahi
Kaise Keh Du Aaj Fir Hosh Nahi
Aisa Duba Teri Aakho Ki Gehrai Main
Haath Mein Jam Hai Magar Pine Ka Hosh Nahi

रात गुमसुम है मगर चाँद खामोश नहीं ,
कैसे कह दू आज फिर होश नहीं। 
ऐसा डूबा तेरी आँखों की गहराई ,में 
हाथ में जाम है मगर पीने का होश नहीं। 

---------------------------------------------

Hothon Pe Aaj Unka Naam Aa Gaya
Pyase Ke Hath Mein Aaj Jaam Aa Gaya
Dole Kadam To Gire Unki Bahon Main Ja Ke
Aaj To Peena Bhi Hamare Kaam Aa Gaya

होठो पे आज उनका नाम आ गया ,
प्यासे के हाथ में आज जाम आ गया। 
डोले कदम तो गिरे बहो में जा के ,
आज तो पीना भी हमारे काम आ गया। 

---------------------------------------------

Shraab Dard Ki Dawa Hai
Peene Se Koi Khraabi Nahi
Dil Ke Dard Se Peete Hain
Waise Hum Shraabi Nahi


शराब दर्द की दवा है ,
पीने से कोई खराबी नहीं। 
दिल के दर्द से पीते है ,
वासे हम शराबी नहीं। 

-----------------------------------

Tumko Mohabbat Ki Sachchai Maar Dalegi
Unko To Mohabbat Ki Gehraai Maar Dalegi
Kar Ke Mohabbat Koi Nahi Bachega Yaron
Unki Judaai Main Hame Sharab Maar Dalegi


तुमको मोहब्बत की सच्चाई मार डालेगी ,
उनको तो मोहब्बत की गहराई मार डालेगी। 
कर के मोहब्बत कोई नहीं बचेगा यारो ,
उनकी जुदाई में हमे शराब मार डालेगी। 

-------------------------------------------

Chalikaaye Jaa Aankhon Se Sharaab Aur Ziada,
Allah Kare Badhe TeraShabaab Aur Ziada,
Khilte Rahe Honthon Ke,Gulaab Aur Ziada.

छलकाए जा आँखों से शराब और ज्यादा 
अल्लाह करे बढे तेरा शबाब और ज्यादा। 
खिलते रहे होठो के गुलाब और ज़ियादा। 

-------------------------------------------------

Wo Roj Jaate Hai Maikhaane Mein
Jinko Ranjo-Gum Ne Jakdaa Hai
Gark Ho Kar Madiraa Mein
Zaalim Ne Khanjar Pakdaa Hai

वो रोज जाते है मैखाने में ,
जिनको रंजो गम ने जकड़ा है। 
गर्क हो कर मदिरा में ,
ज़ालिम ने खनजर पकड़ा है। 

-----------------------------------------

Bahut Peete The Hum
Mahobbat Ne Kasam Dilaake Chhudaadi
Bahut Peete The Hum
Usne Kasam Dilaake Chhudaadi
Yaaron Ke Sang Baitthe The
Mahobb At Ki Kasam Dilaake Pilaadi

बहुत पीते थे हम ,
 मोहब्बत ने कसम दिलाके चुडाई । 
बहुत  पीते  थे हम ,
उसने कसम दिलाके छुड़ाई। 
यारो के संग बैठे थे ,
मोहब्बत की कसम दिलाके पिलाई। 

----------------------------------------

Maikhane saje thy,Jam ka tha daur,
Jam me kya tha ye kisne kiya tha gaur,
Jam me gum tha mere armano ka,
Aur sab kahe rahe the ek Aur, ek Aur…

मैखाने सजे थे जाम का था दौर ,
जाम में किया था किसने किया था गौर। 
जाम में गम था मेरे अरमानो का ,
और सब कह रहे थे एक और एक और। 

--------------------------------------------

Hum Bhi Bane Hain Shayar Hoke Ishk Me Nakam,
Humne Bhi Kiya Hai Naam Hoke Ishk Me Badnaam,
Pyar Me Unke Hame Do Niyamate Mili,
Ek Hath Me Kalam Hai Duje Hath Me Hai

हम भी बने है शायर होक इश्क में नाकाम ,
हमने भी किया है नाम होक इश्क में बदनाम। 
प्यार में उनके हमे दो नियामते मिली ,
एक हाथ में कलम है दूजे हाथ में शराब। 

------------------------------------------

Aankhon Se Dil Ke Fasane Nikale
Maikhane Se Sharaab Ke Deewane Nikle
Jo Dil Ka Haal Samajh Na Paya
Kyon Usko Hum Zakhm Dikhane Nikle

आँखों से दिल के फ़साने निकले ,
मैखाने से शराब के दीवाने निकले। 
जो दिल का हाल समझ न पाया ,
कियु उसको हम ज़ख्म दिखने निकले। 

-------------------------------------------

Priye Gaaon Mere Tu Chal
Tere Shahar Mein Kya Dhara Hai
Wahan Boli Mein Sehad Hai
Yahan Botolon Mein Sab Bhara Hai

प्रिये गाओं मेरे तू चल ,
तेरे शहर में किया धरा है। 
वह बोली में शहद है ,
यहाँ बोटलो में सब भरा है। 

-------------------------------------

Na Gulfaam Chahiye,Na Salaam Chahiye,
Na Mubarak Ka Koi Paighaam Chahiye,
Jisko Pee Ker Hosh Urr Jayain,
Labon Ko Aisa Jaam Chahiye….

न गुलफाम चाहिए , न सलाम चाहिए ,
ना मुबारक का कोई पैगाम चाहहिये। 
जिसको पी कर होश उड़ जाए ,
लबो को ऐसा जाम चाहिए। 

-----------------------------------------------

Ishq-A-Bewafai Ne Daal Di Hai Aadat Buri
Main Bhi Sharif Hua Karta Tha Is Zamane Mein
Pehle Din Shuru Karta Tha Masjid Mein Namaaz Se
Ab Dhalti Hai Shaam Sharab Ke Sath Mehkhane Mein

इश्क़-ऐ-बेवफाई ने दाल दी है आदत बुरी ,
मैं भी शरीफ हुआ करता था इस ज़माने में ,
पहले दिन शुरू करता था मस्जिद में नमाज़ से ,
अब ढलती है शाम शराब के साथ मैखाने में। 

-------------------------------------------

Kutch Peete Hai Nasha Chadaane Ke Liye
Kutch Peete Hai Gum Bhulaane Ke Liye
Jaane Kyun Duniya Kehti Hai Sharab Ko Bura
Sharabi To Peeta Hai Muskuraane Ke Liye

कुछ पीते है नशा चढाने के लिए ,
कुछ पीते है गम भुलाने के लिए। 
जाने कियु दुनिया कहती है शराब को बुरा ,
शराबी तो पीटा है मुस्कुराने के लिए। 

-----------------------------------------------

Devdas Ko Paaro Ne Nakam Kar Diya
Sharabi Ko Sharab Ne Badnam Kar Diya
Mahobbat Ho Ya Sharab, Dono Ka Asar Dekh Lo,
devdas Aur Sharabi Ka, Eksa Anjaam Kar Diya.

देवदास को पारो ने नाकाम कर दिया ,
शराबी को शराब ने बदनाम कर दिया। 
मोहब्बत हो  या शराब दोनों का असर देख लो ,
देवदास और शराबी का , एक्स अंजाम कर दिया। 

----------------------------------------------

Utho Na Bazm Se Ahade Shabab Baqi Hai
Bachi Hoi Abhi Thodi Sharab Baqi Hai
Bisath A Aish Na  To , Chale Sharab Ka Daur
Falak Pey Anjuman A Maah-O-Taab Baqi Hai

उठो न बज़्म से अहदे शबाब बाकी है ,
बची हुई अभी थोड़ी शराब  बाकी है। 
बिसात-ए- ऐश न तो चले शराब का दौर ,
फलक पे अंजुम-ए-माह-ओ-ताब बाकी है। 

--------------------------------------------- 

Kabhi yaroo ki mehfil me bait ke hum bhi piya karte the
Kabh yaroo ke yaar ban ke hum bi jiya karte the
Zindagi ne ki bewafi ,warna
hum bhi zingadi se pyar kiya karte the.

कभी यारो की महफ़िल में बेथ के हम भी पिया करते थे ,
कभी यारो के यार बांके हम भी जिया करते थे। 
ज़िन्दगी ने की बेवफाई वरना ,
हम भी ज़िन्दगी से प्यार किया करते थे। 






No comments:

Post a Comment