Superb collection of Dil Shayari in Hindi. Dil Shayari Sms in Hindi. Dil Shayari 2018 Shayari, Latest touching Dil messages text, Dil in Hindi, Dil Quotes in Hindi, Dil Funny SMS 2018, sad, Dil love sms, short Dil poems Hindi ...
DIL SHAYARI
tujhe kese keh du khwaab main,
ki khwaab bhi toota karte hai.
dil tabhi lagat nahi hu main,
dil baad main toota karte hai.
तुझे कैसे कह दू ख्वाब में ,
की खुवाब भी टूटा करते है।
दिल तभी लगाता नहीं हु मैं ,
दिल बाद में टूटा करते है।
-----------------------------------------
tera naam nahi hai lakeero me,
chalo humne aaj ye maan liya.
fir bhi tumhe apna banayenge,
ye dil ne humaare thaan liya.
तेरा नाम नहीं है लकीरो में ,
चलो हमने आज ये मान लिया।
फिर भी तुम्हे अपना बनाएंगे ,
ये दिल ने हमारे ठान लिया /
-------------------------------------------
dard dil ka sabko bataya nahi jata,
haal-e-dil sabko sunaya nahi jata.
itna to aapko bhi maloom hona chahiye,
jinda lash ko e dost jalaya nahi jata.
दर्द दिल का सबको बताया नहीं जाता ,
हाल-ऐ-दिल सबको सुनाया नहीं जाता।
इतना तो आपको भी मालूम होना चाहिए ,
जिन्दा लाश को ए दोस्त जलाया नहीं जाता।
---------------------------------------
apni hi marji ki hai sadaa,
ab bhi tum apni maan lo,
yaa shamil gairo me kardo,
dil kare to apna jaan lo,
अपनी ही मर्जी की है सदा ,
अब भी तुम अपनी मान लो।
या शामिल गैरो में कारदो ,
दिल करे तो अपना जान लो।
------------------------------------------
duniya to mujhe satati hai,
ab tu bhi sata le yaar mere,
tere dil ko chain aa jaye ,
to tu bhi rula e yaar mere.
दुनिया तो मुझे सताती है ,
अब तू भी सता ले यार मेरे।
तेरे दिल को चैन आ जाये,
तो तू भी रुला ए यार।
------------------------------
Jitni haseen ho tum utni hi bewafa ho
Phir bhi mere liye tum, mein kya bataon kya ho
Tumko saja rakha hai palkon ki chilmano mein
Tum sans le rahi ho is dil ki dharkano mein
Itni qareeb ho kar, phir kyun juda juda ho
Jitni haseen ho tum utni hi bewafa ho
Mujhko siwa tumhare kuch bhi pata nahi hai
Dunya mein hai to kya hai, dunya mein kya nahi hai
Tum phir bhi badguman ho naraz ho khafa ho
Jitni haseen ho tum utni hi bewafa ho
जितनी हसीं हो तुम उतनी ही बेवफा हो ,
फिर भी मेरे लिए तुम मैं किया बताऊ किया हो।
तुमको सजा रखा है पलकों की चिलमन में ,
तुम सांस ले रही हो इस दिल की धड़कनो में।
इतनी करीब हो कर फिर कियु जुड़ा हो ,
जितनी हसीं हो तुम उतनी ही बेवफा हो।
मुझको सिवा तुम्हारे कुछ भी पता नहीं है ,
दुनिया में है तो किया है दुनिया में किया नहीं है।
तुम फिर भी बदगुमां हो नाराज़ हो खफा हो ,
जितनी हसीं हो तुम उतनी हो बेवफा हो।
----------------------------------------
Wo tum hi to ho jisne mujhe Jeena sikhaya hai,
Meri sanso ko jis ne khushboo se mehkaya hai,
Tumhari tareef mein jitna bhi khahon wo kam hai,
Tum ne hi to mere dil mein Apna baseera banaya hai
वो तुम ही तो हो जिसने मुझे जीना सिखाया है ,
मेरी साँसों को जिसने खुशबु से महकाया है।
तुम्हारी तारीफ में जितना भी कहु वो काम है ,
तुम ने ही तो मेरे दिल में अपना बसेरा बनाया है।
------------------------------------------
Dilo me aarzu ke diye jalate rahenge,
Aankhon se aansu nikalte rahenge.
Tum shama bankar dil me roshni to karo,
Hum mom bankar uhee pighalte rahenge….
दिलो में आरज़ू के दिए जलते रहेंगे ,
आँखों से आंसू निकलते रहेंगे।
तुम शमा बनकर दिल में रोशनी तो करो ,
हम माँ बनकर यही पिघलते रहेंगे।
-----------------------------------------
Kudrat ke karishmo me agar raat na hoti,
Khwabon me bhi unse mulakaat na hoti,
Yah dil hi to hai gam ki vajah,
Yah dil hi na hota to kal baat na hoti…
कुदरत के करिश्मो में अगर रात ना होती ,
ख्वाबो में भी उनसे मुलाकात ना होती।
ये दिल ही तो है गम की वजह ,
ये दिल ही न होता तो कल बात न होती।
--------------------------------------
Kon kehta he dil paggal he,
Pagal pun to sirf ik bahaana he.
ik bar hans ker muskura ker to dekho,
Ye paggal tumhaara deewaana hay.
कौन कहता है दिल पागल है ,
पागल पन तो सिर्फ एक बहाना है।
एक बार हस कर मुस्कुरा कर तो देखो ,
ये पागल तुम्हारा दीवाना है।
-------------------------------------
Har aik chehre pe Dil ko guman is ka tha
Basa na koi yeh khali Makan us ka tha
Mein is talsam say bahir kahan talak jata
Fiza khuli thi magar Aasman us ka tha
Phir us ke baad koi Baat bhi zaroori na thi
Mere khelaf sahi woh Biyan us ka tha
Ada shanas faqiron mein Maslahat kaisi
Woh jo bhi kehta gia hum Zuban us ka tha
Tamam dukh meri Aankhon mein bujh gaye lekin
Jo dhere dhere jala tha Nishan us ka tha
Muhabbaton ki kahani mein kon shamil tha
Mujhe to bar ha khood par Guman us ka tha
Hawa ne ab ke jalaye Chiragh raste mein
Keh meri rah mein DHANI makan us ka tha
हर एक चेहरे पे दिल को गुमान इस का था ,
बसा ना कोई ये खाली मकान उस का था।
मैं इस तिलस्म से बहार कहा तलक जाता ,
फ़िज़ा खुली थी मगर आसमान उस का था।
फिर उस के बाद कोई बात भी ज़रूरी ना थी ,
मेरे खिलाफ सही वो ब्यान उस का था।
अदा शनास फकीरो में मस्लहत केसी ,,
वो जो भी कहता गया हम जुबां उसका था।
तमाम दुःख मेरी आँखों में बुझ गए लेकिन ,
जो धीरे धीरे जला था निशान उस का था।
मोहब्बत की कहानी में कौन शामिल था ,
मुझे तो बस हा खुद पर गुमान उस का था।
हवा ने अब के जलाये चिराग रस्ते में ,
के मेरी राह में धनि मकान उस का था।

No comments:
Post a Comment